Saturday, 28 July 2012


aaj badnaam gali se gujra hu 
dil pe ek nisaani leke

kuch pal ke liye bahek gaya tha 
ek  ankahi kahani leke

seese me khud ko dekha toh mujhko sharm sa aaya 
mai kyu yaha pe aaya hu bekaar ki jawani leke

is baar woh samajh jayegi ,is baar woh maan jaayegi
har baar mai mila usse aankhon me paani leke.

mai isliye jalta hu ki use roshni mile
rehti hai woh andhere me chadti hui jawani leke.



Tuesday, 17 April 2012

i love you c.S......

हर घडी ख्वाहिसे  लेकर चालू मै
तुझको पाने का
हर घडी सजा पाटा हु मै 
तुजसे दील लगाने का .

आरज़ू है मेरी तू 
तुही मेरी तमन्ना 
बस तुही एक वज़ह है मेरे मुश्कुराने का .







jis din dua me rab se manga tha use,
usi din pata chala ki woh kisi aur ki amaanat hai,

ab har ghadi khyalon me rehta hai uska chehra,
aur jab aati hai ru baru toh samjho ke bas qyamat hai..

chehre pe uske noor ka samjho ke hai khajana,
aur mai us noor ka diwana rab ki ye karamat hai

i dont know who you are....
you are a stranger to me....

i dont know where you live....
i dont know how you will receive...

if i say i love you....
if i say i need you...

i dont know how old you are.....
i dont why itz like a war......

for me with myself...
and i need your help....
to defeat myself....

i dont know who you are...
being so far...

making me crazy...
driving me lazy...

i dont care how old you are...
i dont care whre you live...

i dont care watz your name..
i dont care how you will receive....

you belive or not...
i m saying from the bottom of my heart......

i love you...
i love you...

i need you....
i need you...